Tu Muskura Jahan Bhi Hai Tu Muskura

Tu Muskura Jahan Bhi Hai Tu Muskura
Tu Dhoop Ki Tarah Badan Ko Choo Zara
Sharir Se Yeh Muskurahatein Teri
Badan Mein Sunti Hoon Mein Aahatein Teri
Labon Se Aake Cho De Apne Lab Zara
Tu Muskura Jahan Bhi Hai Tu Muskura
Sharir Se Yeh Muskurahatein Teri
Badan Mein Sunti Hoon Mein Aahatein Teri



Aisa Hota Hain Khayalon Mein Aksar
Tujh Ko Sochoon Toh Mahak Jati Hoon
Meri Rooh Mein Basi Hain Teri Khushboo
Tujh Ko Choo Loon To Bahek Jaati Hoon
Teri Aankhon Mein.. Teri Aankhon Mein Koi To Jaadu Hain
Tu Muskura Jahan Bhi Hai Tu Muskura...
Tu Muskura Jahan Bhi Hai Tu Muskura (Muskura)
Tu Dhoop Ki Tarah Badan Ko Choo Zara (Choo Zara)
Sharir Se Yeh Muskurahatein Teri
Badan Mein Sunti Hoon Mein Aahatein Teri

Tez Chalti Hain Hawaaon Ki Saansein
Mujhko Baahon Mein Lapet Ke Chupale
Teri Ankhon Ki Hasin Loriyon Main
Main Badan Ko Bichoon Tu Sulale
Teri Aakhon Mein.. Teri Aakhon Mein Koi To Nasa Hai
Tu Muskura Jahan Bhi Hai Tu Muskura...

Tu Muskura Jahan Bhi Hai Tu Muskura
Tu Dhoop Ki Tarah Badan Ko Choo Zara
Sharir Se Yeh Muskurahatein Teri
Badan Mein Sunti Hoon Mein Aahatein Teri

0 Comments:

Post a Comment



Newer Post Older Post Home

Blogger Template by Blogcrowds